बुलाती है मगर जाने का नई लिरिक्स हिन्दी

बुलाती है मगर जाने का नई लिरिक्स हिन्दी

बुलाती है मगर जाने का नइ
ये दुनिया है इधर जाने का नइ

मेरे बेटे किसी से इश्क़ कर
मगर हद से गुजर जाने का नइ

कुशादा ज़र्फ़ होना चाहिए
छलक जाने का भर जाने का नइ

सितारें नोच कर ले जाऊँगा
मैं खाली हाथ घर जाने का नइ

वबा फैली हुई है हर तरफ
अभी माहौल मर जाने का नइ

वो गर्दन नापता है नाप ले
मगर जालिम से डर जाने का नइ

Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai

Bulati hai magar jaane ka nai
Ye duniya hai idhar jaane ka nai

Mere bete kisi se ishq kar
Magar had se gujar jaane ka nai

Kushaada zarf hona chahiye
Chhalak jaane ka bhar jaane ka Nai

Sitare noch kar le jaaunga
Mein khali haath ghar jaane waala nai

Waba faili hui hai har taraf
Abhi maahaul mar jaane ka nai

Wo gardan naapta hai, naap le
Magar zaalim se dar jaane ka nai

Bulaati Hai Magar Jaane Ka Nai - Live Video



Bulati Hai Magar Jaane Ka Nai In Hindi – Rahat Indori | Ghazal Poetry Shayari